Chahat Ki Khoj
Kya hai mere dil me
mai kyo nahi samajh pati hu?
wo ek pal ki khushi
mere hothon ko hansi de jati hai
ek pal ka gum mere man ko udasi de jata hai
kya chahat hai meri
mai kyo nahi jaan pati hu?
kya khojti rahti hu
aur kya paa jati hu
kyo ek kashmkash hai man me
aakhir kya mai chahti hu?
kya hai mere dil me
mai kyo nahi samajh pati hu?
Eknazar